🇮🇳✨ 15 AUGUST | INDEPENDENCE DAY ✨🇮🇳
Azaadi sirf ek din ka jashn nahi,
yeh hum sabki pehchaan hai…
un sabhi veeron ki kurbani ka ehsaas hai,
jinhone apna aaj dekar hamara kal azaad kiya. ❤️🇮🇳
Chahe hum kisi bhi mazhab, zubaan ya culture se ho,
hamara Hindustan hum sabka hai. 🇮🇳
Aap sabhi ko 15 August ki dil se bahut-bahut shubhkamnayein! ❤️
Ek Desh • Ek Dil • Ek Tiranga 🇮🇳✨











