Ya Allah! Kashmir ke begunah Musalmanon aur tamam begunah insano ki hifazat farma. 🤲
Ya Allah! Khoon rezi, zulm aur na-insafi ka khatma farma. Zakhmiyon ko shifa-e-kamilah ata farma, shuhada par apni rehmat nazil farma, aur har mazloom ki madad farma.
Hum sab ki dua hai ke Kashmir mein aman, insaf aur sukoon qayam ho, aur kisi begunah ka khoon na bahe.
Jumma Mubarak ❤️
#PrayForKashmir #PeaceForKashmir #StopBloodshed
48July 31, 2026 6.4K 7