Peter Schiff ki Bitcoin mein shadeed girawat ki warning! 📌 Peter…

🔴 Peter Schiff ki Bitcoin mein shadeed girawat ki warning!

📌 Peter Schiff ne khabardar kiya hai ke agar 50 hazar dollar ki support toot gayi, to Bitcoin 2026 ke aakhir tak 16,500 dollar se neeche gir sakta hai.

📌 Un ke mutabiq, aisi girawat Bitcoin ke sab se bare holders mein se ek company Strategy (MSTR) par bhaari dabao daal sakti hai.

✅ @fxfactory_pk
November 15, 2026 6