मैंने CGPSC के total 4 interview दिए हैं - जिसमें से 2 faceless… — CGPSC with Sumit..🔥✌️ — TG.ME

Forwarded fromCGCGPSC FOR YOU
मैंने CGPSC के total 4 interview दिए हैं - जिसमें से 2 faceless interview था (ADI included)

अगर आप इंटरव्यू के लिए मेरे से Help चाहते हैं, then I am willing to help you all happily - free of cost.

You just have to do this -
DAF ke last page ko fill karke, uske sath apna admit card, aur selection list me apne naam wala page, ye 3 file ek sath pdf banakar mujhe mail kar dijiye. [email protected]

Ek Mock interview jaisa le lenge time nikal ke, aur uske baad aapke kuch questions honge to wo bhi deal kar lenge.

DAF ka last page bhar ke bhejiye
Selection list me aapka naam aur Admit card - ye important isliye hai taki genuine log hi aayen, samay kam hai.
❤14
September 3, 2026 1.7K 2 6